Of late I have got a growing interest on Urdu poetry.
A deliberated effort I to live upto the interest... few from my pen :)
Pyaar
Uff.. si ek awaz nikli,
jo tera deedaar hua..
humne bas tumhari taraf dekha aur
pyaar hua
saam ki angdai mein tasavvuur se baithe the
Jab tera khayal ayaa
kya tumhein bhi wo kasak hai bechein dil mein sawal ayaa...
---------------------------------------------
Kashak
ish kasak ko kya naam dein
kya naam dein is sisak ko
ishq ki fardoshi hai ya hai
nagma-e-Diwanapan
Gul bhi suna lage, lage bekaar gulistan
jitna zikra ho mehboob ka fir bhi lage afsana kam.
----------------------------------------------
Dard-e-Ish
"Chup rehneki meine sajaa hai pai.
zeeban main jaise khamoshi hai chai.
Dard mein zeena to humne sikhh liya,
Par dard kise kehte hain ye tum ne sikhai."
-----------------------------------
Kya khoya, kya paya
"Dard to bana he zeeban ka saaya.
Jo hume he khoya, wo tumne he paya.
Saath to tum kabhi the hi nahi,
Bas dhoondh si thi , use bhi humne suna hai payaa."
-----------------------------------
Manzeelein
"zeeiban mein manjilein to humne bhi paayi thi,
Par pata na tha in manjeelon par aakar hum rah bhatak jaayenge,
Manjil to khodiya ab to rah bhi gum gai".
-----------------------------------
Thokar
"Hum aansu to dikhaya nahi karte,
Kyun ki samjhne wale paas hua nahi karte.
Ise pyaar keh kar aapne bhi dhutkara...
Phark kya kai jab zamaane ne bhi he thokar maara."
------------------------------------
4 comments:
Too good
well kiske gam mein likha gaya hai yeh sab.:-):-)
ha ha ha.. not bad, not bad at all.. :-D
I love it!
Congratulations!!!
Have a nice week.
oh nice :-)
May be you would like to read my Urdu blog:
http://www.anelegantemotion.blogspot.com
Post a Comment