Umeedon ke pare, wo jo aasmaano pe chale
ye unka kaafilaa hai yaaron, jo aag main taer ke manzeelon se mile
Ye wo chehre hain jo khogaye the kahin bheed main jakar
dekho aaj ye nikle hain bheed se apna wajood banakar
Honslon ki buniyadon pe hai eemarat jinhone banai
yehi to hain wo, hai itihaas jinke vartamaan ki parchayi
Ye wohi hain, girke sambhala hai khudko jinhone
Mushafir ye pehle bane, fir saahas se hai apna raah banaya inhone
Jinke khwaabon pe hans padi thi ye duniya kabhi
ye unka kaafila hai yaaron,, jinke khwaabon se ye duniya zinda hai Abhi

ye unka kaafilaa hai yaaron, jinke seeno main humesha umeed ka diya jale
Truly
Abinash